15 August 1947 yeh ho tarik hai jo har baache baache ko yaad hai q ki is Din Bharat ko Angrejo se Azadi mili thi lekin kya ap jaante ki bharat ko isi Din Angrejo se azadi q mili thi. kya koi aur Tarik nahi chuni ja skati thi.Desh main Svatantrata Divas har saal 15 august ko manya jaata hai. 15 August 1947 yeh woh din hai jab humhe azadi mili.apko ko baata de ki Azadi adi raat ke samya mili thi. 15 August ke Din hi Hum Azadi ka yeh Din maante Hai .Is 15 August ki tarik ke picche ki kahani main apko baata hu.
15 August ka hi Din Kyon Chuna gaya??
pehle Saal 1930 se lekar 1947 tak 26 january ke din bharat main Svatantrata Divas ke Rup main manya jaata tha.iska Faysaala Saal 1929 main huye .Bharti Rasti Adivashn main hua tha , jo Lohare main Hua tha. Is asivashn main Bhart ne Puryye Sawraaj ki Gosaara ki thi. Is Gosaara ke bad Savinav Awagya Andolan ke liye Bharti Rasti Kangress Dyara Bharti nagriko se Nivedan kiya gya tha . Sath hi Sath Bharat ki purre Svatantrata tak adesho ka palan samya se karne ke liye kaha gya.
Us samya Bharat main Lord Mauntabetan ka shaasan tha.Mauntabetan Ne hi Niji tahor par Bharat ki Svatantrata ke liye 15 August ka Din taya kare raaka tha. baata jaata hai ki Is Din ko Wo apne Karyakal ke liye Bahut Saubhagyashali Maante the. Is ke piche Dusari Kahas wajhe yeh thi .ki Second World War ke dauran 1945 main 15 August ke Hi Din Japan ki senaa ne Briten ke Samne unki Aguvaee Mein aatmasamarpan Kar Diya tha. Bharat ke Akhir Vaayasaray Lord Mauntabetan ki Zindagi main 15 August ka Din bahut hi Kahas tha. Lord Mauntabetan alaid Phorsez Main Commander the. Japni Sena Ke Aatmsamarpan ka poora shrey Mauntabetan ko Diya gya tha , to Mauntabetan 15 August ko Apni Zindagi ka sabse Accha Din Maante The Aur is Isliye unhone 15 August ka Din Bharat ke Azadi ke liye chuna.
Is Saal 76va Svantantrata Divas Manaya Ja raha hai ya 77va??
Bharat Ne Apna Pehla Svantantrata Divas 1947 main manya tha. Aur isliye Is saal 77va Svantantrata Divas Manya jaana chaaiye , lekin Aadhikaarik taur par Is Saal 76va Svantantrata Divas Manaaya ja raha Hai.Is saal Svantantrata Divas ke theem , Azadi ka Amrit Mahotsav ke Sath ‘Nishan pharst ,olvej pharst yaani ‘Raashtr Pehale ,Humesh Pehle Hai.